Your Ad Here

Sunday, June 7, 2009

{ POEM } Tu Naa Aaya


Tere intjar me sara din Nikala......,
sham aai teri aas lai....
Najane kyo tu na ayaa...
or tere intjar me ye sham bhi dhal gai ,par....
tu na aaya .......,


Taro ki chamak me tujhe mahshus kiya or Chand mu tujhako paya....
mere Ghar ki Chat par aaj Chand Phir aaya, par.....
tu naa ya..........

No comments: