Mere Dil Ki hai ik Ajab kahani,
Woh tha raja main thi rani,
Waqt ke ghuzre lamhe soch rahi thi,
Ke zindagi thi meri kitni suhani,
Pal pal beetay bojh sa hai mann pe,
Bay rabt si hai ab dharkan ki rawani,
Samundar ki dhar main hai kyon khamoshi
anay wali hai koi raat toofani,
No comments:
Post a Comment